- Dahi mai calcium hone ki wajah se hadiyo(bones) ki mazbuti badhti hai.
- Dahi se baalo ki 5 minute tak maalish kare phir naha le. Aesa karne se baal shiny aur silky ho jaaenge.
- Dahi khane se body ka cholestrol level kam hota hai. Iski wajah se heart problems ka khatra kam hota hai.
- Dahi khane se digestion mai sudhaar aata hai.
- Dahi aur besan ko mix karke body mai malish kare aur kuch der baad naha le. Aesa karne se paseene ki badbu se rahat milegi.
- Roz ek katori dahi khaane se neend na aane ki shikayat dur hoti hai.
- Chaach ya lassi peene se pet ki garmi dur hoti hai aur sharir mai paani ki kami bhi nahi hoti.
- Dahi mai heeng ka chok lagakar khaane se jodo ke dard mai rahat milti hai.
- Dahi mai kishmish, badaam ya chuhara milakar khaane se wazan badhane mai help miti hai.
- Dahi mai nimbu ka ras milakar body par lagane se skin mai glow aata hai chehra chamak jaate hai.
- Dahi ki malai ko muh ke chaalo par din mai 2 se 3 baar lgane se muh ke chaale dur ho jaate hai.
- Dahi mai kaali mirch powder milakar sir dhoye isse dandruff kam hoga, aesa hafte mai do baar kare.
We believe in "Cure Yourself" where a people can help themselves with their own efforts by followin
Monday, 11 July 2016
जाने दही खाने के 12 बेहतरीन फायदे और खूबियाँ
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
Thanks
ReplyDeleteThanks
ReplyDelete